Kya tumhara Jana zaruri tha

Anjani galiyon me jiska hath tham Kar chalta tha 
har lafz jiska main kabhi diwana tha 
Kya tum thi vo pari ye toh fasana tha
Kya tumhara Jana zaruri tha?

Din bar jisse mein batein Kiya Kar tha tha
Jise deekhne ke liye Mera Dil pigal jata tha
Kya tum thi vo jise mein kho Chuka tha
Kya tumhara Jana zaruri tha?.................

Comments

Post a Comment

Popular Posts